68 Download
Free download Hanuman Bhajan Lyrics PDF In This Website. Available 100000+ Latest high quality PDF For ebook, PDF Book, Application Form, Brochure, Tutorial, Maps, Notification & more... No Catch, No Cost, No Fees. Hanuman Bhajan Lyrics for free to Your Smartphone And Other Device.. Start your search More PDF File and Download Great Content in PDF Format in category Religion & Spirituality
5 months ago
Hanuman Bhajan Lyrics, हनुमान भजन लिरिक्स, सुपरहिट भजन PDF Free Download
Jai Ho Pawan Kumar
Tauri Shakti Hai Apaar
Hey Bajrangbali
Binti Sun Me Hamaar
Jai Ho Pawan Kumar
Tauri Shakti Hai Apaar
Hey Bajrangbali
Binti Sun Me Hamaar
Sun Le Hamaar Binti Sun Le Hamaar
Taure Dwaar Main Kartha Gauhaar
Hey Bajrangbali Binti Sun Me Hamaar
Seeta Mata Ke Pata Te Lagaaye
Murchhit Lakhan Bar Sanjeevan Laaye
Seeta Mata Ke Pata Te Lagaaye
Murchhit Lakhan Bar Sanjeevan Laaye
Bajr Taure Chola Sohe Bandhan Taula
Bajr Taure Chola Gadadhaari
Rudra Ke Avataar Tauri Shakti Hai Apaar
Hey Bajrangbali Binti Sun Me Hamaar
Ashok Vatika Laate Ujare
Teha Akshay Kumar La Sanhaare
Ashok Vatika Laate Ujare
Teha Akshay Kumar La Sanhaare
Mata Anjani Ke Laal Darthe Taula To Kaal
Mata Anjani Ke Laal Baal Brahamchaari
Bhakti Hai Apaar Paaye Raam Ke Dulaar
Hey Bajrangbali Binti Sun Me Hamaar
Sun Le Hamaar Binti Sun Le Hamaar
Taure Dwaar Main Kartha Gauhaar
Hey Bajrangbali Binti Sun Me Hamaar
Hey Bajrangbali Binti Sun Me Hamaar
Hey Bajrangbali Binti Sun Me Hamaar
Hey Bajrangbali Binti Sun Me Hamaar
Lahar Lahar Lahraye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Bajrang Bali Ka Jhanda
Bajrang Bali Ka
Dekho Lahar Lahar Lahraye Re
Jhanda Bajang Bali Ka
Is Jhade Me Kya Kya Gun Hai
Bolo Kya Gun Hai
Kaho Kya Gun Hai
Ye Sita Ji Ka Pata Lagaye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Is Jhade Me Kya Kya Gun Hai
Bolo Kya Gun Hai
Kaho Kya Gun Hai
Ye To Akshay Kumar Ko Maar Giraye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Is Jhade Me Kya Kya Gun Hai
Bolo Kya Gun Hai
Kaho Kya Gun Hai
Ye To Sone Ki Lanka Jalaye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Is Jhade Me Kya Kya Gun Hai
Bolo Kya Gun Hai
Kaho Kya Gun Hai
Dekho Lakshman Praan Bachaye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Is Jhade Me Kya Kya Gun Hai
Bolo Kya Gun Hai
Kaho Kya Gun Hai
Sita Se Ram Ko Milaye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Is Jhade Me Kya Kya Gun Hai
Bolo Kya Gun Hai
Kaho Kya Gun Hai
Seene Ko Faad Dikhaye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Is Jhade Me Kya Kya Gun Hai
Bolo Kya Gun Hai
Kaho Kya Gun Hai
Ye Bhakto Ka Maan Badhaye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Lahar Lahar Lahraye Re
Jhanda Bajrangbali Ka
Bajrang Bali Ka Jhanda
Bajrang Bali Ka
Dekho Lahar Lahar Lahraye Re
Jhanda Bajang Bali Ka
Kamna Hridya Ki,
Suna Ke Dekh Le,
Dukh Bhanjan Kasth Harenge,
Gun Gaa Ke Dekh Le ।
Jeevan Bhar Khushiya Denge,
Sharan Aake Dekh Le,
Dukh Bhanjan Kasth Harenge,
Gun Gaa Ke Dekh Le ।।
Bal Buddhi Vidhya Ka,
Bhandaar Milega,
Jeevan Me Har Pal,
Sukh Ka Sansaar Milega ।
Nij Sare Bhakto Ka,
Pyara Hanuman,
Jane In Bato Ko,
Duniya Jahaan ।
Charno Me Sir Ye,
Jhuka Ke Dekh Le,
Dukh Bhanjan Kasth Harenge,
Gun Gaa Ke Dekh Le ।।
Sankat Se Door Kare,
Din Dukhiyo Ka Sangi,
Hai Mahaveer Vikram,
Baldhari Bajrangi ।
Karta Hai Jo Vandan,
Pawan Putra Ka,
Hota Hai Jeevan,
Safal Uska ।
Bhakti Me Aatma,
Rama Ke Dekh Le,
Dukh Bhanjan Kasth Harenge,
Gun Gaa Ke Dekh Le ।।
Kamna Hridya Ki,
Suna Ke Dekh Le,
Dukh Bhanjan Kasth Harenge,
Gun Gaa Ke Dekh Le ।
Jeevan Bhar Khushiya Denge,
Sharan Aake Dekh Le,
Dukh Bhanjan Kasth Harenge,
Gun Gaa Ke Dekh Le ।।
Tere Jaisa Ram Bhagat
Koi Hua Na Hoga Matwala
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Diya Dala
Aaj Avadh Ki Shobha Lagti
Swarg Lok Se Bhi Pyari
Chodah Varsho Baad Ram Ke
Raaj Tilak Ki Taiyari
Hanumant De Dil Ki Mat Pucho
Jhoom Raha Hai Matwala
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Dikha Dala
Ratan Jadit Heero Ka Haar Jab
Lankapati Ne Nazar Kiya
Ram Ne Socha Aabhushan Hai
Sita Ji Ki Aur Kiya
Sita Ne Hanumat Ko De Diya
Ise Pahan Mere Laala
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Dikha Dala
Haar Haath Me Lekar Hanumat
Ghuma Dira Kar Dekh Rahe
Nahi Samajh Me Jab Aaya Tab
Tod Fod Kar Fek Rahe
Lankapati Man Me Pachtara
Pada Hai Bandar Se Pala
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Dikha Dala
Lankapati Ka Dheeraj Toota
Krodh Ki Bhadak Uthi Jawala
Bhari Sabha Me Bol Utha Kya
Pagal Ho Anjani Laala
Are Haar Kimati Tod Diya
Kya Ped Ka Phal Hai Samajh Dala
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Dikha Dala
Haath Jod Ka Hanumat Bole
Mujhe Hai Kyua Keemat Se Kaam
Mere Kaam Ki Cheej Wahi Hai
Jis Me Baste Sita Ram
Ram Nazar Na Aaya Isme
Yu Bole Bajrang Bala
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Dikha Dala
Itni Baat Suni Hanumat Ki
Bol Utha Lanka Wala
Tere Me Kya Ram Basa Hai
Sabha Bich Me Keh Dala
Cheer Ke Seena Hanumat Ne
Siyaram Ka Darash Hanumat Ne
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Dikha Dala
Tere Jaisa Ram Bhagat
Koi Hua Na Hoga Matwala
Ek Jara Si Baat Ki Khatir
Seena Faad Dikha Dala
।। Shalok ।।
Laal Deh Laali Lase,
Aru Dhar Laal Langur ।
Vajra Deh Danav Dalan,
Jai Jai Jai Kapisur ।।
Lal Langoto Hath Me Soto,
Lal Langoto Hath Me Soto ।
Thari Jai Ho Pawan Kumar,
Main Wari Jaau Balaji ।।
Salasar Tharo Devro Hai,
Mehandipur Tharo Devro Hai ।
Thare Nobat Baaje Dwar,
Main Wari Jaau Balaji ।।
Chetra Sudi Poonam Ko Melo,
Chetra Sudi Poonam Ko Melo ।
Thare Aaye Bhagat Hazaar,
Main Wari Jaau Balaji ।।
Tel Sindoor Chache Tan Upar,
Tel Sindoor Chadhe Tan Uper ।
Koi Mangal Aur Shaniwar,
Main Wari Jaau Balaji ।।
Lal Langoto Hath Me Soto,
Thari Jai Ho Pawan Kumar ।
Main Wari Jaau Balaji,
Thari Jai Ho Deendayal,
Main Wari Jaau Balaji ।।
Bajrangbali Meri Naav Chali,
Karuna Kar Paar Laga Dena ।
Hey Mahavira Har Li Pida,
Satmarg Mohe Dikha Dena ।।
Dukho Ke Baadal Gir Aaye,
Lehro Me Hum Dube Jaaye ।
Hanumat Lala Tu Hi Rakhwala,
Deeno Ko Aaj Bacha Lo ।।
Sukh Devanhara Naam Tera,
Pag Pag Par Sahara Naam Tera ।
Bhav Bhayhari Hey Hitkari,
Kastho Se Aaj Chhuda Dena ।।
Hey Amardev Hey Balvanta,
Tujhe Puje Munivar Sab Santa ।
Sankat Haarna Laage Sharna,
Shri Ram Se Mohe Mila Dena ।।
Lal Langoto Hath Me Soto,
Thari Jay Jo Pavan Kumar,
Main Vari Jaoon Balaji,
Balihari Jaoon Balaji ॥
Salasar Tharo Devaro Hai Baba,
Mehandipur Bhi Tharo Devaro Baba,
Thare Nobat Baje Dvar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥
Chaitr Sudi Poonam Ko Melo,
Chaitr Sudi Poonam Ko Melo,
Thare Aye Bhagat Apar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥
Tel Sindoor Chadhe Tan Upar,
Tel Sindoor Chadhe Tan Upar,
Koi Mangal Aur Shanivar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥
Gath Jode Ki Jat Jadoola,
Gath Jode Ki Jat Jadoola,
Deve Lakho Hi Nar Nar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥
Dhwaja Nariyal Chadhe Choormo,
Dhwaja Nariyal Chadhe Choormo,
Sar Pe Chhatar Hajar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥
Ghrt Sindoor Chadhave Thane,
Ghrt Sindoor Chadhave Thane,
Mangal Aur Shanivar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥
Bhakto Ka the Sankat Kato,
Bhakto Ka the Sankat Kato,
Thari Mahima Aparampar,
Main Vari Jaoon Balaji ॥
Lal Langoto Hath Me Soto,
Thari Jay Jo Pavan Kumar,
Main Vari Jaoon Balaji,
Balihari Jaoon Balaji ॥
Jo Khel Gaye Prano Pe, Shri Ram Ke Liye,
Ek Baar to Hath Uthalo,
Mere Hanuman Ke Liye ।
Ek Baar to Hath Uthalo,
Mere Hanuman Ke Liye ।
Sagar Ko Laang Ke Isne,
Sita Ka Pata Lagaya,
Prabhu Ram Naam Ka Danka,
Lanka Mein Jake Bajaya ,
Mata Anjani Ki Aisi,
Santan Ke Liye ।
॥ Ek Baar to Hath Uthalo… ॥
Lakshman Ko Bachane Ki Jab,
Sari Aashaye Tuti,
Ye Pawan Beg Se Jaakar,
Laye Sanjeevan Booti,
Parvat Ko Uthane Wale,
Balwan Ke Liye ।
॥ Ek Baar to Hath Uthalo… ॥
Vibhishan Jab Inki Bhakti Par,
Jab Prashn Aaj Uthaya
To Cheer Ke Seena Apna,
Shri Ram Ka Darash Karaya
In Param Bhakt Hanuman,
Mata Anjani Ke Santan Ke Liye ।
॥ Ek Baar to Hath Uthalo… ॥
Salaasar Mein Bhakto Ki,
Ye Puri Kare Murade,
Mehandipur Ye Sonu.
Dukhiyo Ke Dukhare Kaate,
Duniya Se Nirale Iske,
Donon Dhaam Ke Liye ।
॥ Ek Baar to Hath Uthalo… ॥
Jo Khel Gaye Prano Pe,
Shri Ram Ke Liye,
Ek Baar to Hath Uthalo,
Mere Hanuman Ke Liye ।
Ek Baar to Hath Uthalo,
Mere Hanuman Ke Liye ।
Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana
Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana
Kahate Log Ise Ram Ka Deewana
Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana
Paon Mein Ghungroo Baandh Ke Nache
Ram Ji Ka Naam Ise Pyara Lage
Ram Ne Bhi Dekho Ise Khub Pahachana
॥ Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana… ॥
Jahan Jahan Keertan Hota Shriram Ka
Lagta Hain Pahara Wahan Veer Hanuman Ka
Ram Ke Charan Mein Hain Inka Thikana
॥ Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana… ॥
Nach Nach Dekho Shriram Ko Rijhaye
Banvari Dekho Nachta Hi Jaye
Bhakton Mein Bhakt Bada Duniyan Ne Mana
॥ Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana… ॥
Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana
Kahate Log Ise Ram Ka Deewana
Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana
PDF Name: | Hanuman-Bhajan-Lyrics |
File Size : | 49 kB |
PDF View : | 0 Total |
Downloads : | Free Downloads |
Details : | Free Download Hanuman-Bhajan-Lyrics to Personalize Your Phone. |
File Info: | This Page PDF Free Download, View, Read Online And Download / Print This File File |
Copyright/DMCA: We DO NOT own any copyrights of this PDF File. This Hanuman Bhajan Lyrics PDF Free Download was either uploaded by our users @Brand PDF or it must be readily available on various places on public domains and in fair use format. as FREE download. Use For education proposal. If you want this Hanuman Bhajan Lyrics to be removed or if it is copyright infringement, do drop us an email at [email protected] and this will be taken down within 24 hours!
© PDFBrand.com : Official PDF Site : All rights reserved.